Computer keyboard क्या है: और keyboard के प्रकार

Namskar dosto hamare blog tricksallhindi.com  pr  keyboard क्या है Aap ne keybord ka use to kya hoga. ager aap ak computer ya leptop user hai to. fir to aap ne typing ke leye computer keyboard ka use jrur kya hoga. pr aap me se bahut se ase log honge,

jinhai keyboard ki puri jankari nhi hogi, esliye es post me keybord ki puri jankari hindi, un logo go ko bahut help milagi jo log keyboard ke bareme,

Ager Aap computer ke bare jante hai, to fir to aap ko keyboard ki bhasa hindi me kyo use krte hai. lekin me aap ko bata du computer keyboard esliye use krte hai. kyo ki hame data entry krne ke liye krte hai. or eski help se hindi typing bhi kr sakte hai, jisse aap ke sare doubts clear ho jaye ge,

Computer keyboard क्या है: what is keyboard hindi

computer keyboard ak input divice hai. jisme defrant type ki keys. hoti hai. jisse ham computer data ko dalte hai. esme botan dikhne me bhut esy hoti hai lekin in botan mein bahut jyaada phagashan hote hai.

computer ke andar bohut sare divice conect keye jate hai. jo computer ke liye bhut jruri hai. keyboard comuter ka ak input divice hai. jo ki computer ke liye ak bahut jruri divice hoti hai,

keyboard ka use computer me alphabets, numbers, commands, or alge data enter krne ke liye hota hai. computer hamare enter kya hua data ko CPU procesing kr ke fire output divice jese monitar or printar ke dvara hme ak pepar pr show krta hai.

Keyboard ko computer ke sathe kese connect keya jata hai

ager ham pehle ki bat kre to keyboard ko comuter ke sath connect krne ka liye PS/2 or serial connector kaa use kiya jata tha. lekin aaj ke time pr USB (universal serial bus) or wifi (wireless connectors) ka use kya jata hai.

ab inko connect krna ab bahut hi aasan hai. wiress keyboard jo disadvatage hai. kyo ki eski battery charge krna pdta hai.

Keyboard का प्रकार Type of keyboard hindi

bahut sare ase keyboard hote hai jo keyboard layouts alge hai. jinka region or langusge ke hisab se banaya jata hai. aaj me aap logo ko unhi ke bare me batane jaraha hu.

QWERTY : es keyboard ka layout ko dunyabhar me sbse jyada use kya jata hai. es keyboard ko top row me mana jata hai.

AZERTY : es keyboard ko France me develop keya gaya hai.

DVORAK : es keyboard layout ko finger movement kam krne ke liye banaya gya hai. es keyboard se jyada fast typing ki jati hai,

Leptop keyboard :- leptop ke andar QWERTY keyboard hota hai. bs fark itna hai ki space ki kmi ke karan es trah ke keyboard me kichh extra button add krte hai. jese :- power button, volume button play button, rewind botton, mute button etc.

Gaming keyboard :- normal keyboard hota hai bs thoda fark ye hota hai. es me kuchh extra button add krte hai. jese : illuminated keys ka use night ke time game khelte time hota hai. multimedia button ko use jab krte hai music sound bdani ho gamig sound kam ya jyada krne ke liye.

keyboard ki 5 categories keys hoti hai

computer keyboard me bahut sare letters, numbers, symbols or commands button shape hoti hai. or specific category ko belong krti hai yadi aapko pata chl jaye ki konsi keys, kis category ki hai tab aap aasani se unke function jansakte hai

Alphanumeric keys :- keyboard me ak set of keys mojud hoti hai jese ki alphanumeric keys kaha jata hai. alphanumeric, ka matlab hota hai (either letters)

number keys jo ki letters ke upar show hoti hai vo symbol keys ki doble hoti hai ager aap sift button ki oress kre or number ko hold kre tab use number key me jo bhi symbol hoga vo type ho jayega. keyboard ke top row pr letters jese :- Q,W,E,R,T, or, Y, hoti hai,

puntuation keys :- puntuation keys unahi kaha jata hai jo ki puntuation marks ke sath reate krte hai.


jese :- comma key, question mark key, colon key, or period key, ye sare letter keys. ke right side me hoti hai .

navigation keys :- keyboard me navigation keys or numbers keys ke bechh show hota hai. navigation keys me 4 arrows hote hai.


jese:- up,down, right, or left, ye botton cursor ko display screen me mouse ke trah move krta hai. en navigation keys ka use website history ko scroll kr sakte hai.

command keys or special keys :- command keys un keys ko kaha jata hai. jo ki command dete hai,


jese:- on, delete, return, or enter. ya aap ke keyboard ke upar nirbhar hai ki usme special keys, hai ya nhi,

key ke प्रकार (Type of key )

yaha pr keyboard ke alag – alag type botton ki jankari dunga. or enke use ke bare me bata unga. ak keyboard key 6 catagery me bata gaya hai.

#1 Function keys

keyboard me sbse upar hoti hai . keyboard me F1 se F12 tak likha jata hai. Function keys ka upyog kisi jruri kam ko krne ke liye hota hai. inki har botton ka alag – alag kam hota hai

#2 Typing keys

sbse jyada use hone wali keys. typing keys me dono trah ki keys hoti hai (alphabet or numbers )

#3 control keys 

en keys ko akele ya or keys ke sath koi niji kam krne me use kya jata hai. ak keyboard me bahut jyada ctrl key, alt key , window key, esc key, ka upyog control keys, ke rup me keya jata hai, inke alawa menu key, scrool key, pause break key, prtscr key etc.

#4 Navigation keys

Navigation keys me arrow keys, home, end, insert, page up, delete, page down, etc. hoti hai

#5 Indicator lights

Indicator lights kyeboard ke andar 3 trha ki Indicator lights hoti hai. num lock, scroll lock, or caps lock, jab ham keyboard me light jlti hoti hai to eska matlab numeric keypad chalu hai ager band hoti hai to eska matlab hai ki numeric keypad band hai

#6 numeric keypad

numeric keypad enhai ham calculator keys bhi kahte hai kyoki enka use number likhne me kiya jata hai

Keyboard Keys जानकारी के साथ

[table id=12 /]

control keys use

escape keya

esc key ka use prsant me chl raha kisi task ko cancel krne ke liye kiya jata hai eska pura name :- escape keya

Ctrl key

Ctrl key ka use keyboard shortcuts me kya jata hai :- eska pura name control key

Alt key

eska use bhi keyboard shortcuts me kya jata hai :- pura name Alter key

window

window logo key eska use start menu ko open ke liye kya jata hai

menu key

menu key mouse ke right click ki trha kam krti hai

PrtScr key

PrtScr key comouter screen ki photo lene ke liye es key ka kam hota hai

Navigation key ka use

Arrow keys

Arrow keys 4 hoti hai up arrow, down arrow, left aarow, right arrow, eska use webpage ko kisi disa me srkane ke liye kya jata hai

home key

home key kis page ko suruwat me lane ke liye kya jata hai

End key

End key ka use kisi page ke aakhir me jane ke liye kya jata hai

Insert key

Insert key eska use Insert mode on ya off ke liye hota hai

delete key

delete key eska use kise txt ya folder delete krne ke lye kya jata hai

Page Up key

Page Up key eska use dhire se page ko up ke lye kya jata hai

page down key

page down key eska use page ko dhire se down krne ke leye use kya jata hai

keyboard me kitni function keys hoti hai

computer keyboard me 12 fuction keys hoti hai F1 se F12 tak apple computer me F1 se F19 tak haoti hai

Numeric Keypad me kitni keys hoti hai

computer keyboard me numeric keypad hotihai ager aap sare numbers or symbol ko count kr to 17 key hoti hai apple keyboard me 18 keys hoti hai

keybord me kitni number keys hoti hai

computer ya phone me 1 se lekar 0 tak hoti hai

keyboard me kitne alphbetic keys hoti hai

keyboard me 26 alphbetic keys hoti hai

Final Word 

Aaj ki  post kesi lagi ager aap ka koi sawl hoto hamre comment box me hame comment kre taki hamko motivesan mile, 

ager aap ko hari jankri achhi lagi hito apne dosto ko sher kre 

Also Read This

Sharing Is Caring:

मैं साकिर हुसैन tricksallhindi.com का संस्थापक हूं, जहां Make Money Online, Technology, Blogging, और विभिन्न प्रकार की Tech an Tips पर विचारों और अपने अनुभवों को शेर करना पसंद कर्ता हु। मुझे उम्मीद है की मेरी दी गई जानकारी आप लोगो के लिए help Full होगी,

Leave a Comment